07/05/17 Pratah Murli Om Shanti Babdada Madhuban 27-03-82 || English || (OM SHANTI)

Pratah Murli Om Shanti Babdada Madhuban

           "Bijroop sthiti tatha alokik anubhutiyan"

Aawaj se pare rahne vala baap, aawaj ki duniya main , aawaj dwara, sarav ko aawaj se pare le jaate hai.
Saath jaane ke liye bindu banna pade
Aur bindhu banne ke liye sarav parkar ke bikhre hue vistaar arthat anek shakaao ke varks ki beej main samakar beej roop sthiti arthat bindu main saub o samana pade
Jaise patte patte ko pani nahi de sakte , beej ko dena artat sabhi patto ko pani milna, beej baap se lagan ki agni laga ker lagan ki agni dwara sahaj samapti ho jayegi., kkatna bhi nahi hail akin bhasam karna hai, aaj kaategen kush samay ke baad phir parkat ho jayega.kyo ki vaayu mandal ke dwara varksh ko natural pani milta rahta hai .
Aaj main pada hua beej kabhi fal nahi deta hai , jub ese bindu beej swarup ban jaao tab aavaj se pare beej roop baap ke saath chel sako.
Jo everready hoga usko abhi se alokik anubhutiya hoti rahegi, Kya hongi? ( anubhuti kya hogi?)
1. Yeh deh aur aatma rupi beej dono hi bilkul aalag hai , jaise sthul sharir ke vaster aur vaster dharan karne vala sharir alag anubhav hota hai , ese mugh aatma ka yah sharir hai vaster hai , main vaster dharan karne vali aatma hun.
Vaster ko main dharan karta hun ya vaster mughe dharan karta hai , chatanya kon hai, malik kon hai
2. Saakshatkaar alapkaal ki chees hai , sakshatkaar koi apne abhyas ka phal nahi hai , yah to drama main part aur vardaan hai ,
Lakin everready artath saath chalne ke liye saaman bani hui aatma saakshtkar dwara aatma ko nahi dekegi , lakin buddhi yog dwara sada swayam ko sakshat jyoti bindu aatma anubhav karegi. Saakshat swaroop banna sadakaal hai , aur saakshatkaar , alapkaal ka hai, sakshat swaroop aatma kabhi bhi yah nahi kah sakti ki aine aatma ka saakshatkaar nahi kiya ,
Miane aatma ko dekha to kya anubhav kiya hai.
3. Main aatma chahe suksham vatan main , chahe mulvatan main vahan bhi baap ke saath rahti hun , second main suksham vatan vasi
Second main mul vatan vasi ,second main sakar vatan vasi hi karamyogi ban karam ka part bajane vali hun, lakin anek baar apne ko baap ke saath suksham vatan aur mul vatan main rahne ka anubhav karegen.
4. Ese aatma bandhanmukt hone ke kaaran ese anubhav kargei jaise udta panchi ban unche se unche udte ja rahe hai aur unchi sthiti roopi roopi sthan pe shit hote anubhav karegen
5. Ese silence ki Shakti dwara sawam ko vikaro ki aakrshan va parkarti ki aakarshan sabse pare udti hui stage arthat sada double light roop anubhav kargen

vardaan

V- Parmatm pyaar aur adhikar ki alokik khushi wa nashe me rehne wale sarv prapti sampann bhava.--------Jo bacche baap ke saath sada combined rah, pyaar se kehte hain "mera baba" to unhe Parmatm adhikar prapt ho jata hai. Behad ka data sarv praptiyon se sampann kar deta hai. Tino lokon ke adhikari ban jaate hain. Fir yahi geet gaate ki paana tha woh pa liya, abhi kuch pane ko nahi raha. Unhe 21 janmo ka guarantee card mil jata hai. To yahi alokik khushi wa nashe me raho ki sab kuch mil gaya.

slogan

S- Sadhano ke aadhar par sadhana na ho. Sadhan, sadhana me bighna roop na bane.

No comments:

Post a Comment

I am very happy